Khota Paisa – Ye Zaalim Nigahon Ke Video Song + Lyrics
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati jo nazar na milai na jigar pe chot khai us dil ka fayda kya jo kisi pe aa na jaye hai vo zindgi bhi koi zindgi jo mohobat kiye bin kati ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati jo hua na kisi ka dushman hai zindgi ka gaa le zara jaha me nagma to ashqi ka tu jiya bhi to kya dou ghadi ke liye jo na ye pyar ki rat rati ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhat ye dil kon jane lut jaye kis bahane katne bhi de khushi se hai bahar ke zamane lut gaye dil kai mit gaye dil kai par mohobat kabhi na ghati ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati