Direct Ishq – Mera Kissa HD Video Song + Lyrics
Oh.. Oh.. Dil ki mansha puchti kya hai Mujhme duniya dhundhti kya hai Aisi hun naa to waisi hun Main bhi to tum jaisi hun Fikra mujhko maarti hai [Bas itna hai mera kissa Maan ke rakh tu mera hissa] (x2) Tumko saara pata nahi hai Ladki hona khata nahi hai Jitna jakhte haq tera Utna hi mera haq hai Fir bhi saalon jaane kyun Tujhko mujhpe hi shaq hai kyun [Bas itna hai mera kissa Maan ke rakh tu mera hissa] (x2) Hmm..hum naa hote to kya hota Tanha baithe ghut ghut rota Kaun dil ki marammat karta Kaun tujhse mohabbat karta Sabke dil mein baste hai hum Fir bhi saala saste hai hum [Bas itna hai mera kissa Maan ke rakh tu mera hissa] (x2)