Chor Ke Ghar Chor – Nathaniya Kaga Le kar Bhaga HD Video Song + Lyrics
arrrrrrr pakdo re pakdo daudo re daudo pakdo re pakdo daudo re daudo lekar uda abhaga arey kya nathaniya nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya kaga lekar bhaga mai to gori mere pichhe kala mua laga kyu kala mbua laga nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya kaga lekar bhaga chandni chowk se bade shauk se banwai nathaniya chandni chowk se bade shauk se banwai nathaniya pahan ke jab mai gali se nikali pichhe pad gayi duniya kisi ne mera aanchal khincha kisi ne pakdi kalai kisi ne aisi nazar milai mai to ghabrai bhagi to gir gayi bhagi to gir gayi tut gaya nathaniya ka dhaga nathaniya nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya kaga lekar bhaga jabse kho gayi prem nishani saiya mere ruth gaye ho jabse kho gayi prem nishani saiya mere ruth gaye ek nathani ke pichhe dekho sare bandhan tut gaye saiya ko jab gayi manane dol gayi meri duniya meri jagha uski baho me baithi thi sautaniya bhari jawani bhari jawani me hi mujhko jhatka aisa laga nathaniya hoye nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya nathaniya nathaniya haye haye nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya kaga lekar bhaga hote mere pankh to mai ud ud jati hote mere pankh to mai ud ud jati mue kale kaga se nathaniya le aati ab jo koi dhund ke meri layega nathaniya wohi mera saajan hoga mai uski sajaniya pyar se wo hi pyar se wo hi bhandega nathaniya ka dhaga nathaniya nathaniya kaga lekar bhaga mai to gori mere pichhe kala mua laga kyu kala mua laga nathaniya kaga lekar bhaga nathaniya kaga lekar bhaga